LenDenClub P2P (Peer to Peer)) lending hai jo ek khate se dusre khaate me udhaar deta hai. Ye do vyaktiyon / sansthaon ke beech len-den ke vyavastha ka ek naya tareeka hai jahaan ek vyakti / sanstha loan ki talaash mein hai aur doosara investment ke talaash mein hai. Bharat mein peer to peer lending Bharatiya Reserve bank dvaara ghoshit surakshit aur niveshak-anukool niyamon ke maadhyam se hoti hai. Hum RBI registered sanstha hain aur P2P loan dene ke liye authorized hain.
LenDenClub kya hai? Print
Modified on: Thu, 4 Mar, 2021 at 11:41 AM
Did you find it helpful? Yes No
Send feedbackSorry we couldn't be helpful. Help us improve this article with your feedback.